1kg parval le kar peel kare phir ilt pani mein green fruit colour dale ya thora sa soda khane ka dal kar parval ko light boil kare. ab parval nikal kar thora chira laga kar ander se beej nikhal le, parval jura rahna chahiye. .ab 150grm sugar ek pan mein dale or parval dale. Slow gas per dheere-2- pakne de. jab parvla chamkene lage to gas se utar kar rakh de. 5 ya 6 hours ke bad phir pan ko gas per rakhe or 100grm sugar or dale. Parval ek dam shine candy ki tarah shine karne lagegi jab ras dry ho jaye to ek pani per parval rakh kar hard hone de.Ab pan mein 200grm khoya thora dry fruit badam,kaju,magaj, pista chirongi 2spoon pisi sugar dal kar thora bhun le. 2bread piece le ker kinare kate or masal kar khoye mein mila kar doe sa bana le, Tab tak parval thanda ho kar hard ho gaie hongi to ek-ek parval uta kar thora thora doe usme bharte jaye. silver paper mein bhi rap kar ke rakh sakte ha. Ek cheri piece laga kar bhi decorate kar sakte ha.Homemade parval chamcham mouthwatering sweet ha. Jiska swad khane ke bad hamesha yaad rahta ha. Try kare.
No comments:
Post a Comment